Quantcast
Channel: Raja Mehdi Ali Khan – Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs
Viewing all articles
Browse latest Browse all 146

Sar pe chunariya kaali motiyon waali hai

$
0
0

This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.

“Reshmi Roomaal”(1961) was directed by Harsukh Bhatt for Zar Productions, Bombay. The movie had Shakila, Manoj Kumar, K N Singh, Maruti, Shammi, Helen, Nasreen, Shivraj, Kamal Kapoor, Sulochana Chatterji, Keshav, Bharm Bhardwaj, Jankidas, Jagdish Kanwal, Prem Kumar, Narbada Shankar, Prem Sagar, Ratan Gaurang etc in it.

The movie had eight songs in it. Sixx songs from the movie have been discussed in the past.

Here is the seventh song from “Reshmi Roomaal”(1961) to appear in the blog. This song is sung by Asha Bhonsle and chorus. Raja Mehdi Ali Khan is the lyricist. The O P Nayyar like music is composed by Babul.

The song is picturised as a dance song on Helen and others.


Song-Sar pe chunariya kaali motiyon waali hai (Reshmi Roomaal)(1961) Singer-Asha Bhonsle, Lyrics-Raja Mehdi Ali Khan, MD-Babul
Chorus

Lyrics

ho sar pe chunariya kaali
motiyon waali hai
sar pe chunariya kaali
motiyon waali hai
is dil mein humne preet tumhaari paali hai ae ae
ho balle balle
sar pe chunariya kaali
motiyon waali hai
sar pe chunariya kaali
motiyon waali hai
ae ae ae ae

ithhlaati ho balkhaati main to
jhilmil karti aaun
ithhlaati balkhaati main to
jhilmil karti aaun
dil ka khazaana ek nazar mein
loot ke main le aaun
dekho aaj hawa kitni matwaali hai ae
sar pe chunariya kaali
motiyon waali hai
sar pe chunariya kaali
motiyon waali hai
ae ae
aa aa
o o

chhod shama ko mere rukh par
marte hain parwane
chhod shama ko mere rukh par
marte hain parwaane
baag mein ja pahunche to
bhanware ho jaye diwane
maine hi bulbul ki neend chura li hai ae
sar pe chunariya kaali
motiyon waali hai
sar pe chunariya kaali
motiyon waali hai
ae ae
aa aa
o o

honthon pe muskaan liye jab
mehfil mein lahraai
honthon pe muskaan liye jab
mehfil me lahraai
kitne hi dil tadap ke bole
haaye kayaamat aayi
kitnon ne hi ne dar kar aankh jhuka li hai
sar pe chunariya kaali
motiyon waali hai
sar pe chunariya kaali
motiyon waali hai
is dil mein humne preet tumhaari paali hai ae ae
o balle balle
sar pe chunariya kaali
motiyon waali hai
sar pe chunariya kaali
motiyon waali hai
aa aa
o o



Viewing all articles
Browse latest Browse all 146

Trending Articles