This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
Blog Day : | 3536 | Post No. : | 14202 |
“Inquilaab”(1956) was produced by Kailash Kapoor and J P Sahgal and directed by Kedar Kapoor for W S Films, Bombay. This movie had Ranjan, Shyama, Kuldeep Kaur, Tiwari, Ramesh Sinha, S K Prem, Indu Paul, Praveen, Khairati, Pt Iqbal, Pal Sharma, Khursheed, Bihari, Bakshi, Sando, Bachcha, Sundar etc in it with guest appearances by Helen, Sapru, Bhagwan and Johny Walker.
“Inquilaab”(1956) had eight songs in it. Seven songs from the movie have been covered in the past. Here are the details of the songs of “Inquilaab”(1956) already showcased in the blog:-
Song Title |
Post No. |
Post Date |
Tauba tauba tauba dar lage huzoor se | 3785 | 14-Apr-11 |
Tere jahaan se ham chale | 3791 | 15-Apr-11 |
Ae baad e sabaa paighaam mera | 4986 | 11-Nov-11 |
Rangeele rangeele meri nazron ke do jaam pee le | 5118 | 8-Dec-11 |
Dil dil na lage hai dildaar binaa | 5124 | 10-Dec-11 |
Dilbar se pyaar chhupaane mein bada maza hai | 14188 | 21-Mar-18 |
Kitna achcha hota maalik agar main ladki hota | 14196 | 23-Mar-18 |
Here is the eighth and final song from “Inquilaab”(1956) to appear in the blog. The song is sung by Rafi, Balbir and chorus. Raja Mehdi Ali Khan is the lyricist. Music is composed by Hansraj Bahl.
The song is picturised as a lighthearted qawwaali lip synced by lots of people including Johny Walker, Sundar etc. Their qawwali is being watched by many people including Shyama and her friend (whom I am unable to identify). There is no clear cut demarcation about who sings in whose voice. we find Johny Walker lipsyncing in Rafi’s voice and also Balbir’s voice. Same is the case with Sundar and a few others.
The qawwaali half jokingly mentions lovers missing their beloved at “raat ke paune teen baje”(at 2:45 AM after midnight)
I thought of posting this writeup at “raat ke paune teen baje” but then thought better of that. Most of us HFM lovers do not miss out beloved at “raat ke paune teen baje”, I am sure.
I request our knowledgeable readers to help identify the actors visible in the picturisation of this song.
With this light hearted qawwaali song, “Inquilaab”(1956) joins the list of movies that have all their songs covered in the blog.
Song-Teri yaad mein ashq bahaate hain (Inquilaab)(1956) Singers-Rafi, Balbir, Lyrics-Raja Mehdi Ali Khan, MD-Hansraj Bahl
Rafi + Balbir
Chorus
Lyrics
aa aa aa
mere kooche mein jaalim
apni galiyaan chhod ke aaja
aa aa aa
tujhe roka hai kisne ae ae
dil ka taala tod ke aaja
aa aa aa aa aa aa
teri
waah bhai waah
o teri yaad me ashq bahaate hain
teri yaad mein ashq bahaate hain
hum raat ke paune teen baje
hum raat ke paune teen baje
hum raat ke paune teen baje
aa aa aa aa aa aa
deewaaron se ser takaraate hain
aa aa aa aa
deewaaron se ser takaraate hain
deewaaron se sar takaraate hain
hum raat ke paune
teen baje
hum raat ke paune teen baje
hum raat ke paune teen baje
aa aa aa aa aa
aa aa aa aa
rah rah ke hume yaad aata hai
kya
haaye jalwa us harjaayi ka
aa aa aa aa
kabhi uthata hai
o ho ho ho
ek kabhi baithata hai
aah
is dil mein dard judaai ka
haan haan
aa aa aa
geedad ki tarah chillaate hain
aa aa aa
geedad ki tarah chillaate hain
geeidad ki tarah chillaate hain
hum raat ke paune
teen teen teen teen baje
hum raat ke paune teen baje
hum raat ke paune teen baje
aa aa aa aa aa
aa aa aa aa aa
armaan humaare raaton ko
murgon ki tarah se ladte hain
murgon ki tarah se ladte hain
murgon ki tarah se ladte hain
ye aankhen pathhraa jaati hain
jab ishq ke daure padte hain
jab ishq ke daure padte hain
jab ishq ke daure padte hain
oho amma amma
aho beta
amma amma chillaate hain
amma amma chillaate hain
amma amma chillaate hain
hum raat ke paune teen teen teen teen teen baje
hum raat ke paune teen baje
hum raat ke paune teen baje
aa aa aa aa aa aa
jab pyar bhari donon aankhen
tere khwaabon mein kho jaati hai
tere khwaabon mein kho jaati hai
tere khwaabon mein kho jaati hai
haay
tere khwaabon mein kho jaati hai
tere baap ki wo lambi moonchhen
rah rah ke humen yaad aati hai
rah rah ke humen yaad aati hai
ye badi badi moonchhen
rah rah ke hume yaad aati hai
khatiya ke tale haaye haaye
khatiya ke tale chhup
aa aa aa
khatiya ke tale chhup jaate hain
khatiya ke tale chhup jaate hain
hum raat ke teen teen teen teen baje baje baje baje
hum raat ke paune teen baje
hum raat ke paune teen baje
aa aa aa aa aa
hum raat ke paune teen baje
hum raat ke paune teen baje
aa aa aa aa aa aa
haaye hum raat ke paune teen baje
hum raat ke paune teen baje
oy oy oy oy oy
hoye hum raat ke paune teen baje
hum raat ke paune teen baje
aa aa aa aa aa
hum raat ke paune teen baje
teen baje teen baje teen baje
teen baje teen baje teen baje