Quantcast
Channel: Raja Mehdi Ali Khan – Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs
Viewing all articles
Browse latest Browse all 146

Kisi ne khwaab mein Hatim se ek din poochhaa

$
0
0

This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.

“Shaan e Haatim”(1958) was a produced by Moghabhai Desai and directed by Nanubhai Vakil for Desai Films, Bombay. The movie had Chitra, Daljit, Mehmood, Naazi, Hiralal, Tuntun, Meena, Sushil Kumar, Kanchanmala, Kesri, Wazeer Muhammad Khan, Sadiq, Anwari, Burhan, Savitri, Shashimala etc in it.

This by now forgotten movie had eight songs in it. Here is the first song from “Shaan e Haatim”(1958) to appear in the blog. This song is sung by Rafi and chorus. Raja Mehdi ali Khan is the lyricist. Music is composed by A R Qureshi.

Only the audio of this song is available. I request our knowledgeable readers to throw light on the movie as well as on the picturisation of this song. From the sounds of it, the song appears to be a qawwaali song to me.


Song-Kisi ne khwaab mein Hatim se ek din poochha (Shaan e Haatim)(1958) Singer-Rafi, Lyrics-Raja Mehdi Ali Khan, MD-A R Qureshi
Chorus

Lyrics

kisi ne khawab mein hatim se ek din poocha
ae marde nek
zara mujhko bhi ye raaz bata
aaa aaa
khuda ke bandon ko
milta hai kis tarah se khuda
aa aa aa aa
suni ye baat to
haatim ne hans ke us’se kaha

aa aa aa aa aa
aa aa aaa aa
bhalaai duniya ki jo
subaho shaam karte hain
bhalaai duniya ki jo
subaho shaam karte hain
phalak pe unko farishte salaam karte hain
bhalaai duniya ki jo
subaho shaam karte hain
phalak pe unko farishte salaam karte hain
bhalaai duniya ki jo
subaho shaam karte hain

aa aa aa aa aa
aa aa aa aa aa
khuda ki raah mein lutaate hain maal o zar apna
wo apne ghar ko samajhte nahin hain ghar apna
aa aa aa
aa aa aaa
aa aa aa
zameen pe rah ke phalak per makaam karte hain
zameen pe rah ke phalak per makaam karte hain
phalak pe unko farishte salaam karte hain
bhalaai duniya ki jo
subaho shaam karte hain
phalak pe unko farishte salaam karte hain
bhalaai duniya ki jo
subaho shaam karte hain

haan aan
unhe sukoon nahin milta kabhi ameeri mein aen aen aen aen
ke baadshaahi bhi karte hain wo fakeeri mein
haan aan aan aan
aan aan aan aan
museebaton mein wo umre tamaam karte hain
museebaton mein vo umre tamaam karte hain
phalak pe unko farishte salaam karte hain
bhalaai duniya ki jo
subaho shaam karte hain
phalak pe unko farishte salaam karte hain
bhalaai duniya ki jo
subaho shaam karte hain



Viewing all articles
Browse latest Browse all 146

Trending Articles