This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in other sites without the knowledge and consent of the web administrator of atulsongaday.me, then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
Blog Day : |
5543 | Post No. : | 18004 |
“Daak Babu”(1954) was produced and directed by Lekhraj Bhakri for Jubilee Pictures, Bombay. The movie had Nadira, Kuldip Kaur, Talat Mahmood, Yashodhara Katju, Radha Kishan, Manmohan Krishna, Ram avatar, Roshan, Uma, Munshi, Ranchodh, Ramdayal, P.N.Sharma etc in it.
“Daak Babu”(1954) had eleven songs in it (including one multiple version song). As many as ten songs have already been covered in the blog. Talat Mehmood and S Balbir were the male playback singers whereas female playback singing was done by Shamshad Begam, Mubarak Begam and Asha Bhonsle.
Here are the details of the songs covered so far:-
SNo in Blog | Song Title | Singer/s | Lyrics | Posted On | Remarks | |
---|---|---|---|---|---|---|
5417 | Ghir ghir aaye badarwa kaare Multiple version song | Talat Mehmood-Mubarak Begam duet, Talat Mehmood solo | Prem Dhawan | 8 February 2012 | Multiple version song (One duet, one male solo) | |
6311 | Ye kyaa hai dhang zamaane ka | Talat Mehmood | Prem Dhawan | 26 July 2012 | ||
6950 | Dil ki duniya jagmagaayi | Talat Mehmood-Asha Bhonsle duet | Chaand Pandit | 5 November 2012 | ||
7903 | Zindagi mein aaye jab wo kyun unhen thhukra diya | Talat Mehmood | Prem Dhawan | 15 April 2013 | ||
12038 | Sapne toot gaye | Asha Bhonsle | Prem Dhawan | 17 May 2016 | ||
14600 | Ik pardesi mann bhaaya | Mubarak Begam | Prem Dhawan | 25 August 2018 | ||
17074 | Ae dil khushi se pea ley | Asha Bhonsle | Prem Dhawan | 30 July 2022 | ||
17675 | Goree gayee tadpaa ke balam siskee dai dai rowey | Shamshad Begam, S Balbir duet | Raja Mehdi Ali Khan | 20 April 2023 | ||
17958 | Insaan khilauna matti ka matti ka khilauna hai | S Balbir | Dhaniram (MD) | 21 January 2023 |
Ten songs (out of eleven) have already been covered. That leaves us with one song to be covered. Here is that song. This song is sung by S Balbir, Shamshad Begam, male and female chorus. Only audio of the song is available. Lyrics are by Raja Mehdi Ali Khan. Lyrics contain some words that were commonplace those days but are no longer in use so many people born in recent years may not be familiar with these words, viz tincture, haiza, angeethhi etc.
From the lyrics, it appears top be a nok-jhonk song between the two genders, possibly picturised as a qawwaali. Music is composed by Dhaniram.
Only audio of the song is available. I request our knowledgeable readers to throw light on the picturisation of this song.
With this song, all the songs of “Daak Babu”(1954) have been covered in the blog. The movie thus gets YIPPEED in the blog.
Song-Kisi ke teer e nazar dil pe khaaye baithhe hain (Daak Babu)(1954) Singers-S Balbir, Shamshad Begam, Lyrics-Raja Mehdi Ali Khan, MD-Dhaniram
Male chorus
Female chorus
Lyrics
kisi ke teer e nazar dil pe khaaye baithe hain
hum apne seene pe tincture lagaaye baithe hain
hum apne seene pe tincture lagaaye baithe hain
kisi ke teer e nazar dil pe khaye baithe hain
aa aa aa
haan aan aan aan
haaan
hua hai haizaa hamen aapke khayaalon mein
hua hai haizaa hamen aapke khayaalon mein
maro na hum pe maro jaake haspataalon mein
maro na hum pe maro jaake haspataalon mein
mareez e ishk yahaan
dum dabaaye baithe hain
mareez e ishk yahaan
dum dabaye
aa haan jee
dum dabaaye
aa aa haan
aji dum dabaaye
haan aan aan
aji dum dabaye baithe hain
kisi ke teer e nazar dil pe khaaye baithe hain
aa aa aa aa aa
shaadi mein sab kuchh khoiyo chun chun khaayo maans
teer e nazar mat khaaiyo
ki hoga satyaanaash
aaa aa aa aa aa
lakdi jalee koyela bane koyla jal bane raakh
aeji tum aise begairat ho
na koyla banoge na raakh
gori taane na maaro chale jaayenge
gori taane na maaro
gori taane na maaro chale jaayenge
lakdi koyla banenge jale jaayenge
lakdi koyla banenge jale jaayenge
gori tane na maro gori tane na maro chale jaayenge
jaan fokat mein yoon hi chali jaayegi jee
jaan fokat mein yoon hi chali jaayegi
is ki daal galne nahin paayegi jee
is ki daal galne nahin paayegi
haan aan aan aan
aan aan aan
angeethi pyaar ki hum to jalaaye baithe hain
angeethi pyaar ki hum to jalaaye
haan aan
hum to jalaye
haan aan aan
hum to jalaye
aan aan aan
hum to jalaaye baithe hain
kisi ke teere nazar dil pe khaaye baithe hain
haan aan aan
aan aan aan
aan aan aan
haan aan aan
kooche mein unke jhaadu lagaai tamaam raat
kooche mein unke jhaadu lagaai tamaam raat
deta raha muhalla duhaai tamaam raat
deta raha muhalla duhaai tamaam raat
badle mein dil ke humne diye tumko gham pe gham
badle mein dil ke humne diye tumko gham pe gham
haaye
seene pe lep karke tadapte rahe hain hum
seene pe lep karke tadapte rahe hain hum
uksa raha hai darde judai tamaam raat
uksa raha hai darde judai tamaam raat
deta raha muhalla duhaai tamaam raat
deta raha muhalla duhaai tamaam raat
aan aan aan aan
gali mein pyaar ki
gardan kataye baithe hain
kisi ke teer e nazar dil pe khaaye baithe hain
haan aan aan aan aan aan
haan aan aan
kooche mein unke jhaadu lagaai tamaam raat
kooche mein unke jhaadu lagaai tamaam raat
deta raha muhalla duhaai tamaam raat
deta raha muhalla duhaai tamaam raat
duniya ujaad di meri duniya ujaad di
duniya ujaad di meri duniya ujaad di
haaye
teri gali ke kutton ne dhoti hi faad di
teri gali ke kutton ne dhoti hi faad di
hoti rahegi aaj silaai tamaam raat
hoti rahegi aaj silaai tamaam raat
kooche mein unke jhaadu lagaai tamaam raat
deta raha muhalla duhaai tamaam raat
haa aa aa aa aa
gali me pyaar ki
gardan kataaye baithe hain
gali me pyar ki gardan kataaye
haan aan
gardan kataaye
haan aan aan
gardan kataaye
haan aan aan aan
gardan kataaye baithe hain
kisi ke teer e nazar dil pe khaaye baithe hain
kisi ke teer e nazar dil pe khaaye baithe hai