Quantcast
Channel: Raja Mehdi Ali Khan – Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs
Viewing all articles
Browse latest Browse all 146

Chhan chhan karti daulat boley

$
0
0

This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in other sites without the knowledge and consent of the web administrator of atulsongaday.me, then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.

Blog Day :

4290 Post No. : 15541

“Chaubees Ghante”(1958) was produced by Tejnath Zar and directed by Dwarka Khosla for Zar productions, Bombay. this “crime” movie had Premnath, Shakeela, K N Singh, Maruti, Shammi, Nishi, Satish Batra, Samson, Sheila Vaz, Kanchanmala, Rajan Kapoor, Nasreen, Laxman Rao, Mahendra, Prem KUmar, Jerry, Dewaskar, Naudiyal, Daraz etc in it.

The movie had eight songs in it. Six songs have been covered in the past.

Here is the seventh song from “Chaubees Ghante”(1958) to appear in the blog. This song is sung by Rafi, Asha Bhonsle and chorus. Raja Mehdi Ali Khan is the lyricist. Music is composed by Bipin Babul.

Only the audio of the song is available. I request our knowledgeable readers to throw light on the picturisation of this extremely hummable song.


Song-Chhan chhan karti daulat bole (Chaubees Ghante)(1958) Singers-Rafi, Asha Bhonsle, Lyrics-Raja Mehdi Ali Khan, MD-Bipin Baabul
Chorus
Rafi + chorus

Lyrics

ajab paise ka fanda hai
ajab paise ka chakkar hai
jahaan dekho wahin insaan ki
paise se takkar hai ae ae
aa aa aa aa aa
aa aa aa aa aa

chhan chhan karti daulat bole seth tijori tod de
laakhon hi ka bhala hai ismein
ab ye qaidi chhod de

chhan chhan karti daulat bole seth tijori tod de
laakhon hi ka bhala hai ismein
ab ye qaidi chhod de

rookhha sookhha khaake hamne joda paisa paisa
tumko kaise denga hamko samjha ullu jaisa
kya samjha ullu jaisa
sun be mehta
sun be mehta laathi leke aison ka sar phod de
laakhon hi ka bhala hai ismein ab ye qaidi chhod de
chhan chhan karti daulat bole seth tijori tod de
laakhon hi ka bhala hai ismein ab ye qaidi chhod de

aa aa aa aa aa aa
aa aa aa aa aa

laahkon insaanon ki rozi das barah ki chheene
aaa aa aa aa
ye daulat jo baahar aaye isse chale machinen
isse chale machinen
ise lutaade bhar bhar jhole
seth tijori tod de

laakhon hi ka bhala hai ismein
ab ye qaidi chhod de
chhan chhan karti daulat bole
seth tijori tod de
laakhon hi ka bhala hai ismein
ab ye qaidi chhod de

daulat meri baandi isko umar qaid mein daala
kismein himmat hai jo tode motu raam ka taala
arre motu raam ka taala
kyun be mehta
kyun be mehta hai koi jo itna paisa jod de
laakhon hi ka bhala hai ismein ab ye kaidi chhod de
chhan chhan karti daulat bole seth tijori tod de
laakhon hi ka bhala hai ismein ab ye qaidi chhod de

aa aa aa aa aa
aa aa aa aa aa

tere ghar ke saamne aake bhookhon ne gash khaaya
aa aa aa aa aa
o nirmohi seth tujhe kyun inpe raham na aaya
kyun hampe raham na aaya
jeewan naiyya dagmag dole
seth tijori tod de

laakhon hi ka bhala hai isme
ab ye qaidi chhod de
chhan chhan karti daulat bole
seth tijori tod de
laakhon hi ka bhala hai ismein
ab ye qaidi chhod de

tere saamne bhookha insaan gas kha kha ke leta
de de sab kuchh gar hai seth karodimal ka beta
seth karodimal ka beta
sun re mehta dil mera bole
seth tijori tod de
laakhon hi ka bhala hai ismein
ab ye qaidi chhod de

chhan chhan karti daulat bole
seth tijori tod de
laakhon hi ka bhala hai ismein
ab ye qaidi chhod de
chhan chhan karti daulat bole
seth tijori tod de
laakhon hi ka bhala hai ismein
ab ye qaidi chhod de


Viewing all articles
Browse latest Browse all 146

Trending Articles